Parwane ko charag hai , Bulbul ko phool bas "Abrar" Ke liye hai khuda ka rasool bas.

Parwane ko charag hai , Bulbul ko phool bas "Abrar" Ke liye hai khuda ka rasool bas.
Dua toh dill se mangi janti hai zuban se nahi Qabool to un ki bhi hoti hai jin ki zubaan nahi hoti
Allah se kare dhoor toh taleem bhi fitna Amlaq me ulad bhi jageer bhi fitna Na haq ke liye uthe toh shamsheer bhi fitnaa Shams...
Dhoor chala jata hai mera gham mujh se, Pareshan nahi hota kabhi main "MAA" k qareeb ho kar.
Khuda har insaan ko ik moqa daita hai, Jo log Sudhar jate hain wohi behtar rehte hain.
Kiya shaan khuda ne Hazoor ki banae Us k liue sari duniya sajae Quran bhi na reh saka us ki tareef k bina Muhammad (S.A.W) py ...
Wo ata kare toh shukar us ka Wo na dai toh malal nahi Mere RAB k faisle kamal hain In faislon main koe malal nahi
Khuda us ko hi milta hai Jo khud ko khuda k Raste par chalata hai
Namaz ki kiya shaan hai Jo roq daiti hai tawaaf e qabah Tere kaam ki kiya uqaat Ay Bandy Jis k liye tu namaz ko chordta ha...
Ye masjid bhi kiya ghazab ki jagha hai Jahan ameer bahar or gareeb andhar bheek mangte hain
zameer zinda ho hi jata hai Gunah se pehle, ya gunah k baad
Ay khuda mera ye safeena likh dy,, Jidhar bhi daikhu madina likh dy,, NA mangu ga tujh sy to phir mangu ga kussy,, Meri chahat...
Khuda ny Muhammad ko ye muqam diya,, Sara jahan us k naam kiya,, Hamain khuda ny Muhammad ka umti,, Ham py bohat bhara ehsaan ...
Madiny k tajdar e shehansha,, Ik nazr e qaram farmana khuda k liye.
Ay khuda youn toh likhta hai roz k hazaron safar,, Ik safar hamain madiny ki ziyarat ka bhi likh dy.
Aj teri zaroorat mahsoor hue hy,, "Ya Rab" Madad farmana , madiny bulana.
Tum ham py karna karam apni raza ki khatir,, "Ay khuda" Koe or nahi hy jissy ham apny chahat ki fariyad karain.
In shairo ko ilfaz na samjana ay khuda,, Ye mairy dil ki dharkan ka dard hai,, Jo bhi manga mainy tujh sy tu ny diya,, Mujhy k...
Ay khuda tu ny mujh ko har cheez di,, Piyar diya mujh ko be intiha izat di.. Meny tujh sy mangi thi bas ik cheez .. Bas wo dho...
Ay khuda tu aisa jalwa dikhana,, Har mushkil ko aasan kar jana,, Mairy mola tery dhar py koe kami nahi,, Bas ik chahat ki naza...