Lab pe ati hai dua ban k tammana ma=eri zindagy shama ki soorat ho Khudaya meri

Lab pe ati hai dua ban k tammana ma=eri zindagy shama ki soorat ho Khudaya meri
Tehni pe kisi shajar ki tarha Bulbul koe tha udaas bhaitha
Mita de apni hasti ko agar kuch martaba chahiye Ke dana khak me mil kar gul o gulzar banta hai
Muhabbat ki tamanna hai toh phir wo vasf paida kar Jaha se ishq chalta hai waha tu naam paida kar
Hansi ati hai mujh ko hasarat e insan par Gunah karte hain khud or lanat bhaijte hain shaitan par
Iqbal teri azmat main kiya bataoun Teri zindagy pe likhu toh alfaaz na paoun
Iqbal k bare kiya hakain ham log Shairy un ki adab par kar rahi hain raaj
Qalam ut'ta hai toh sochain badal jati hain Ik shakhs ki mehnat se minnat e mehnat tashqeel pati hai