Tum ko laakh sharam sahi mujh ko laah zabat Ulfat wo raaz hai jo chupaya na jay ga

Tum ko laakh sharam sahi mujh ko laah zabat Ulfat wo raaz hai jo chupaya na jay ga
Tu mila hai tu ye ehsaas huwa hai mujh ko ye umar tum se muhabbat k liye thori hai
Pucha jo un se k chand nikalta hai kaise Zulfon ko jhatka de k kaha k youn
Main toh jeeta hu tum me hi Tum kiyo mujh pe marti ho
Teri soorat se nahi kisi ki soorat milti Me jahan main teri tasveer liye phirta hu,
Kiya ghazab hai uss ki khamoshi Mujh se akaile main hazaron batain karti hai..
Phir youn huwa hai sone ka bhao bhi gir gaya Ik sham jo utara kangan us ne kalae se
Us ki ankhon me wo sarur daikhta hu... Tarapti hue hawaon main garoor daikhta hu.. Log kehte hain mat kar itba piyar us sy.. Bas u...
Aap pehlu main jo bhaitho to dill tham k bhaithna,, Dill e Nadan ki adaat hai machal jane ki.
Tum mile ho toh sab youn hai jaise Ilane jannat ho gaya ho gunahgaron k liye,
Roz wo ate hain khuwab me mere galle milne ko Main jo sota hu toh qismat jaag ut'ti hai,
Ek misrah hai zindagy mairi Aap chahain toh sher ho jain,
Aap ke qurb se pehle mujhy maloom na tha Zindagy itni bhi dill awez ho sakti hai,
Wo ata kare toh shukar us ka Wo na dai toh malal nahi Mere RAB k faisle kamal hain In faislon main koe malal nahi
Khuda us ko hi milta hai Jo khud ko khuda k Raste par chalata hai
Namaz ki kiya shaan hai Jo roq daiti hai tawaaf e qabah Tere kaam ki kiya uqaat Ay Bandy Jis k liye tu namaz ko chordta ha...
Ye masjid bhi kiya ghazab ki jagha hai Jahan ameer bahar or gareeb andhar bheek mangte hain
zameer zinda ho hi jata hai Gunah se pehle, ya gunah k baad