Kiya tareef karu main tumhari, Jo ho itni haseen usy ilfazon me paroya nahi karty.

Kiya tareef karu main tumhari, Jo ho itni haseen usy ilfazon me paroya nahi karty.
Ik nazar tujh ko jab mny daikha Sari duniya tham gae sary hosh ur gay.
Kitna haseen tujh ko banaya banany waly ny, Sab kuch lagta hy tujh py hi lutaya hoga.
Daikha tujhy toh me tujh main kho giya, Tareeb tumhari ilfaz me biyan nhi hoti.
Tum kiyo itni haseen ho Tum ki ankhon me daikhu toh dhoob jata hu.
Khuda ki hi ki ibadat karo or hamesha Usi sy mango.
Har mushqil main khuda hi insan ki madad farmata hai Hamesha usi ko yaad karty raho
Piyar karo to ye mat socho k wo qismat main hai k nahi Balky itna chaho k khuda khus us ko apki qismat main kar dy.
Subhah ki har kiran Sirf khuda k hi geet gati hai
Un sy mat laro jin k peechy maa ki Dua hoti hy.
TUm khuda py bharosa rakho Jhuda sab ki sunny wala hy.
Kabhi kisi ko mat satao Kal ko tum bhi mushqil me par sakty ho.
Kisi k ap ku waja sy ansu na girain, Kiya pata wo ansu ap k liye saza ban jain.
Har insan ko zindgy main agy bharny k liye ik moqa chahiye Hota hy, kabhi wo moqa hath sy mat jany do warna pachtao gy.
Insan bhari kam karny sy nahi samjta, Insan ko jab dil py chot lagy toh khud ba khud hi sab samaj jata hy.
Khuda bohat meharban hy,kab kis ko zameen sy asman py Poncha dy pata hi nhi chalta.
Insan ko jisam py chot lagy toh sab ko pta chalta hy, Asal insan wohi hy jo kisi k dil ki chot ko pehchany.
Suno" Usy kehna, Gareebi or bimari kabhi aty waqat pata nahi chalta, thek waqat main gharppr mat karna.
Suno" Usy kehna" Tum ny kisi ka dil churaya hy ,wo dil bohat tarpay ga tujh ko.
Suno" Usy kehna". Tumko chahny k liye hazar milain gy, magar "A" ny sirf tujh ko hi chaha tha.
Suno" Usy kehna" Tum ho gi duniya k liye nawab, magar "a" khud ik nawab hai.
Suno" Usy kehna". Kabhi kabhi wo bhi ro party hain jo dusrion ko rulaty hain.
Suno" Usy kehna" Tum ko chaha tha "A" Ny , magar tujh sy kuch nahi chaha tha.
Suno" Usy kehna" Koe aj bhi tumhary liye ansu bahata hain, koe aj bhi tum sy piyar karta hy koe aj bhi tum sy piyar kar...
Suno" Usy kehna" Duniya ki is bheer main tum ko wo ladka nahi mily ga jo tum ko dil sy piyar kary , saway "A" ...
Suno;: Usy kehna: Taluq toot sakty hain ,magar kabhi piyar nahi mit sakta.
Suno" Usy kehna" Wo kabhi judha nahi ho sajty jo khuda py bharosa rakhty hain.
*Ghazal* Dhoor hain bohat phir bhi tujh sy piyar karta hu, Apna dil apni jan tujh py qurban karty hain, Ye chand, sitary, husan ...
Aj dil main ajeeb si halchal hy,, Jaisy koe mujhy puqar raha ho, Phir sochta hu k kon puqary ga mujh ko,, Jo pukarty thy wo to...
Aye duniya walo piyar ki qadar karna,, Ankhon sy nikalny wala ansu bohat bedard hota hy.
Suno" Kabhi us shakhas par zulam mat,karna jis k pas khuda k ilawa koe madad k liye na ho.
:;Ghazal:; Aj jab ae us ki yaad mujh ko, Dil roya ankhon ny bhi barsat ki, Us bedard ko kiya khabar, "A" ny kis qada...
Aj jab ankho sy aya ansu , Usny mujhy sy ye kaha, Tum main hain koe aisa basa, Me chah kar bhi na apni jagha bana paya.
Tum ko chahu , tum ko sochu,, Tumhary ilawa na koe or kam mujh ko ho,,
: ; Ghazal : ; Bohat haseen wo zamana tha, Jab wo meri or main us ka diwana tha, Log kehty thy k tum kabhi jugha nahi hon gy, Ho...
Aj toh ansuon nain bhi keh dala mujh sy,, Aisa kon hy tuj me jo mujhy jagha nahi banany daita.
Tum ny kiya ham sy piyar ye hamari khush qismati thi,, Ab bewafa hue ho toh ham kis ko is ka zumedar thehrain.
Wo log bohat khush naseeb hoty hain, Apny mahboob k jo qareeb hoty hain, Ham nain piyar bhi kiya un sy,, Jo fasly sy kiya ham ...
Khuda ki lathi bari be awaz hoti hai, Jab khuda ki lathi bolti hy to phir koe nahi us k samny bol sakta.
Dard tab nahi hota jab ham ko koe chord k jata hai, Dard toh tab hota hy jab koe galti bhi na ho toh wo chala jata hai.
Suno; Jana, Tum ho gi bohat khubsurat, Magar" Ham bhi kisi sy koe kam khubsurat nahi hain.
Suno'" Usy kehna" Majboori ka bahana bana k piyar nahi chora karty.
Suno :: Usy kehna,, Ik din wo tum ko bohat yaad aye ga jo tum ko piyar karta hai.
Suno" Usy kehna" Dosron ko dhoqa daina bohat asan hai, Magar, Khud dhoqa khana bohat mushqil.
Suno" Usy kehna; Aj tum ny kiya zulam to "A"A nain bardasht kar liya, JIs din "A" ny kiya to tum bardash...
Suno:; Usy kehna" Kabhi kabhi ankhon sy girny wala ansu bhi saza ban jata hai.
Suno" Usy kehna;; Duniya ki adalat main "A" kA sath na insafi ho sakti hai, Magar khuda ki afalat main nahi.
Suno; Usy kehna, "A" tumhara saya nahi tha , tumhari sans tha. Tum saya thy is liye chord gay, kabhi "A" ko yaad ...
Suno: Usy kehna, Khudak ghar main dair hai andair nahi, Jab wo insan ko daita hy to us ki koe had nahi hoti.
Suno: Usy kehna:. Jo ksi k ehsaas ko nahi samjta, Wo kabhi kisi k piyar ko bhi nahi samajta.
Suno: Usy kehna, Dolat py garoor nahi karty , Dolat acha bistar dy sakti hy ,Achy kapry dy sakti hai, Magar" Kabhi qismat ...
Suno: Usy kehna", "qismat insan ki khuda likhta hai, or jo wo likhta hain wo insan k liye acha hi likhta hai.