
Dua toh dill se mangi janti hai zuban se nahi Qabool to un ki bhi hoti hai jin ki zubaan nahi hoti
Judhai ne teri is qadar toor diya mujhy, Ab dharta hu khud pe bharosa karne se.
Bohat hain Meri muhabbat biyaan karne wale, Lekin"" Jo khamoshi nahi samjta wo ilfaaz kiya samje ga.
Wo jis ghumand se bichra gillah toh us ka hain K Sari baat us main rakh rikhae ki thi.
Tu naraz na raha kar tujhy wasta hai khuda ka Ik tera chehra khush daikh kar ham apna gham bhool jate haib
Piyar me us k youn fida huwe ham.. Logon ko chord k us k naam hi huwe ham.. Warna ham toh wo thy jin ko milta tha zamana sara.. ...
Kiya husan kiya kamal tha us ka.. Chehry py kiya jamal tha us ka.. LOg mur mur k daikhty hain us ko.. Wah"" kiya khu...
Tery hussan ki is kashash sy,, Pagal hoty hain bohat sy log..
Youn na hans hans k kisi ko daikh karo, JAny man,, Tumhari ankhon ki kashash sy log behosh ho jaty hain
Ik jawani teri logon ko madhosh karti hai,, Hamari choro bas tum apna khiyal rakha karo.
Tumara ye cham chamata badan bohat dil nasheen hai,, Koe bhi daikhy pagal sa ho jata hain, Jany man.
Tumhary ye gulabi hont bohat sharabi hain, Dil karta hy chum lu tumhary in honton ko.
Khubsurat ho tum , khubsurat chehra tumhara,, Log kehty hain chand ka tukra ho tum,, Ham kehty hain pura chand ho tum.