Kitne majboor hain ham
Waha tak toh saath chalo
Wo kuch sunta toh main kehta
Tumhari yaad ki shamah hamare dill
Main apni har ik sans
Bichar ke mujh se wo ab
Taqaza yehi dill ka
Bohat dair kar di tum ne
Mujhy aaj bhi bepanah muhabbat
Muhabbat hi muhabbat
Kabhi zindagy ka naam hai muhabbat kabhi mout ka pigham hy muhabat Kabhi muhabbat se milti hy khushi Kabhi gham se shaam hy mu...
Mujhy bhi yaad rakhna jab likho tareek e wafa
Mujhy bhi yaad rakhna jab likho tareek e wafa K maine bhi lutaya hai muhabbat main sakoon Apna Ana kehti hy baar baar mujh se...
Tum ne chaha hi nahi halat badal sakte they
Tum ne chaha hi nahi halat badal sakte they Tere ansoo meri ankhon se nikal sakte they Tum toh thehre rahy jeel ke pani ki tarha, ...
Parwane ko charag hai , Bulbul ko phool bas
Parwane ko charag hai , Bulbul ko phool bas "Abrar" Ke liye hai khuda ka rasool bas.
Qabool to un ki bhi hoti hai
Dua toh dill se mangi janti hai zuban se nahi Qabool to un ki bhi hoti hai jin ki zubaan nahi hoti
Amlaq me ulad bhi jageer bhi fitna
Allah se kare dhoor toh taleem bhi fitna Amlaq me ulad bhi jageer bhi fitna Na haq ke liye uthe toh shamsheer bhi fitnaa Shams...
Mera us shehr e adawat me basera hai
Mera us shehr e adawat me basera hai "Iqbal" Jaha log sajdon main bhi logon ka bura sochte hain
Phir bhi mout nahi ati
" Suno" "Sahib" Ye jo Ishq hai na Jaan Le laita hy "Magar" Phir bhi mout nahi ati.
Ab dharta hu khud pe bharosa
Judhai ne teri is qadar toor diya mujhy, Ab dharta hu khud pe bharosa karne se.
Tujh ko apni misaal daita hu
Tujh ko apni misaal daita hu, Ishq zinda bhi chord deta hai
Para hai wasta"abrar" hamain
Para hai wasta"abrar" hamain "Muhabbat" ke yazeedon se, Yaha ab ham apni ankhon main bhi pani rakh nahi sakte.
Dhoor chala jata hai mera gham
Dhoor chala jata hai mera gham mujh se, Pareshan nahi hota kabhi main "MAA" k qareeb ho kar.
Jo khamoshi nahi samjta
Bohat hain Meri muhabbat biyaan karne wale, Lekin"" Jo khamoshi nahi samjta wo ilfaaz kiya samje ga.
Sari baat us main rakh rikhae ki thi
Wo jis ghumand se bichra gillah toh us ka hain K Sari baat us main rakh rikhae ki thi.
Rulay ga Khuda un ko bhi ik din,
Rulay ga Khuda un ko bhi ik din, Jinhon ne rawaj bana rakha hy dill dukhane ka.
Sari mushqalain asaan me pari hue thin
Meri arooj ki likhi thi dastan jis me, Mere zawal ka qissa bhi us kitaab main tha, Bala ka habas tha par neend toot'ti hi na thi...
Pani pmain ikas mera hota ha
Ye kis mor par le ae hai justaju teri" Pani pmain ikas mera hota hai , or nazar tum ate ho.
Wo jo hame bepanah chahte the,
Wo jo hame bepanah chahte the, Ab ham se panah chahte hain