Ab un rahon sy guzarna hi nahi ham nai.. Jin main tumhari yadain basi hain.

Ab un rahon sy guzarna hi nahi ham nai.. Jin main tumhari yadain basi hain.
Na jane kiya asar rakhti hain teri yadain,, Jab bhi tujhy sochta hu duniya bhool jata hu.
Aaj un rahon main khare hain toh ajeeb si halchal he.. Jaise in galiyo main hamare piyar k geet aaj b gun gunate hon..