Wo is ana main rehte hain k ham mangain us ko us se Or h am is gharor me rehte hain k apni cheez manga nah...

Wo is ana main rehte hain k ham mangain us ko us se Or h am is gharor me rehte hain k apni cheez manga nah...
Tu naraz na raha kar tujhy wasta hai khuda ka Ik tera chehra khush daikh kar ham apna gham bhool jate haib
Tujh ko daikhu toh mujhe piyar bohat ata hai Itni haseen zindagi pehle toh k a bhi n...
Use chera saheliyo ne mujh se milne ke baad K, Rang badla hai kiyo teri honton ka aaj?
Kuch tu hi mera qurab ka mafhoom samaj ly Hansta huwa chehra zamane k liye hai
Kiya koe nae baat nazar ati hai ham me Aina daikh k ham ko hiraan kiyo hai
Kitab meri qalam bhi mera Par jo likhe hain ilfaz maine Wo kiyo tere hain
Jab bhi wo muskara ke baat karti hai Mujh ko apne dill ki fiqar lag jati h ai
Kisi ki btana mat k bhula diya tum ne Ham toh logon ko yehi kehte hain masroof ho tum
Qalai me us ki churiya bhi bol uthi Marhaba kiya hasern jawani hai.
Sab ne eid k chand ko daikha Ham chehra e yaar taqte reh gay.
Lakh nibhao wade lakh khao qasmain Chord jane wale chord jaya karte h ain
Najane kaise us ne pakra hoga kisi or ka hath Jo har baat pe kehte the tumhary bina mar jain ge
Us ki pakri jab qalae ham nr Dil ki har ik sans ubharne lagi
Mat daikho ham ko is tarha Sabar toh phir sabar he har bar nahi hota
Ankhon se ansu beh rahe the Un ko yaad ham kar rahe the Achanak awaz ae asman se Mat ro abrar mujh se wo keh rahy the
Maa ka rutba sab se bhara hai us ki hasti sab se azeem hai Jo karte hain be admi maa ki Us ko bas ruswae hi naseeb hai
Tum ne toh bohat staya Ay zalim Magar December toh tumse bhi zalim nikla
Zindagy main kuch karne ki khuwahish hai toh Suraj k sath uthna seekho
Khuda har insaan ko ik moqa daita hai, Jo log Sudhar jate hain wohi behtar rehte hain.
kabhi bhi kisi ko mat thukrana q K ho sakta hai k tum jis ko thukrao Wo tumhay aise chahta ho jaise marte waqat insan zindagi. ...
Kiya shaan khuda ne Hazoor ki banae Us k liue sari duniya sajae Quran bhi na reh saka us ki tareef k bina Muhammad (S.A.W) py ...
Din toh kat h I jata hai kisi tareeqe se ...
Khilte huwe phool khushbu dain apko Mehkta huwa chehra khushi de ap ko Youn toh sabhi subhah bakhair kehte hain Ham dua karte ...
Is bewafa basti main kaha wafa dhondte ho Sahib Yaha par log seene me dill nahi pathar le k ghomte hain
Hota nahi qasoor kisi ka bhi agar naseeb main ho bichrna toh bichrna hi parta hai
December ki ye thandi thandi hawain ...
Or kitna intizar kare tumhara Ab toh december bhi guzar gaya
Ham aj hal e dil suna k roye Piyar main toota hai dil ye bata k roye Unho ne toh keh diya bhool jana ...
Ro ro k guzarti hai ab rat hamari Un ki har sham eid hoti hai Khush naseeb hain wo log Jin ko yaar ki deed hoti hai.
Zindagy ne diye gham itne ab or jine ki tamanna nahi Har koe hansta hai ham pe Jo daite...
Phoolon ki khushbu bhi asar chord jati h ai Log toh phir bhi bholne ki baat karte hain.
Lab pe ati hai dua ban k tammana ma=eri zindagy shama ki soorat ho Khudaya meri
Tehni pe kisi shajar ki tarha Bulbul koe tha udaas bhaitha
Mita de apni hasti ko agar kuch martaba chahiye Ke dana khak me mil kar gul o gulzar banta hai
Muhabbat ki tamanna hai toh phir wo vasf paida kar Jaha se ishq chalta hai waha tu naam paida kar
Hansi ati hai mujh ko hasarat e insan par Gunah karte hain khud or lanat bhaijte hain shaitan par
Iqbal teri azmat main kiya bataoun Teri zindagy pe likhu toh alfaaz na paoun
Iqbal k bare kiya hakain ham log Shairy un ki adab par kar rahi hain raaj
Qalam ut'ta hai toh sochain badal jati hain Ik shakhs ki mehnat se minnat e mehnat tashqeel pati hai
Tum ko laakh sharam sahi mujh ko laah zabat Ulfat wo raaz hai jo chupaya na jay ga
Tu mila hai tu ye ehsaas huwa hai mujh ko ye umar tum se muhabbat k liye thori hai
Pucha jo un se k chand nikalta hai kaise Zulfon ko jhatka de k kaha k youn
Main toh jeeta hu tum me hi Tum kiyo mujh pe marti ho
Teri soorat se nahi kisi ki soorat milti Me jahan main teri tasveer liye phirta hu,
Kiya ghazab hai uss ki khamoshi Mujh se akaile main hazaron batain karti hai..
Phir youn huwa hai sone ka bhao bhi gir gaya Ik sham jo utara kangan us ne kalae se
Us ki ankhon me wo sarur daikhta hu... Tarapti hue hawaon main garoor daikhta hu.. Log kehte hain mat kar itba piyar us sy.. Bas u...
Aap pehlu main jo bhaitho to dill tham k bhaithna,, Dill e Nadan ki adaat hai machal jane ki.
Tum mile ho toh sab youn hai jaise Ilane jannat ho gaya ho gunahgaron k liye,
Roz wo ate hain khuwab me mere galle milne ko Main jo sota hu toh qismat jaag ut'ti hai,
Ek misrah hai zindagy mairi Aap chahain toh sher ho jain,
Aap ke qurb se pehle mujhy maloom na tha Zindagy itni bhi dill awez ho sakti hai,
Wo ata kare toh shukar us ka Wo na dai toh malal nahi Mere RAB k faisle kamal hain In faislon main koe malal nahi
Khuda us ko hi milta hai Jo khud ko khuda k Raste par chalata hai
Namaz ki kiya shaan hai Jo roq daiti hai tawaaf e qabah Tere kaam ki kiya uqaat Ay Bandy Jis k liye tu namaz ko chordta ha...
Ye masjid bhi kiya ghazab ki jagha hai Jahan ameer bahar or gareeb andhar bheek mangte hain
zameer zinda ho hi jata hai Gunah se pehle, ya gunah k baad
Maa ke jo qareeb hote hai Dushman bhi un k habeeb hote hain Maa jin k pass hoti hai Wo log bohat qareeb hote hain Allah ...
Lakh apne gird hifazat ki lakeerain khaincho,, Ik bhi nahi un main maa ki dua jaisi
Maa ki dua khali nahi jati us ki bad'dua bhi tali nahi jati maanj kar bartan pal laitai hai bache 2,4 magar un se ik m...
Utarne hi nahi daiti koe afat,
Zara si chot lage toh wo , ansu baha daiti hai Apni saqun bhari god , me am ko sula daiti hai, karte hain khafa ham jab toh , wo ...
Piyar kehte hain kise or Mamta kiya cheez hai, Koe un bachion se puche jin ki mar jati hai maa.
Puchte hain jab log k , Duniya main muhabbat hai kaha,, Muskara daita hu or yaad aa jati hai maa.
Warast me mile kisi ko ghar ,toh kisi k hisse dukan aye,, Meri bas yehi tamnna hai mere hisse me maa aye.
Huwa he tum se bichar k ye maloom,, Maa, Tu nahi tumhare sath ik jahan tha,
Maa ki ik dua zindagy bana de gi Khud roye gi magar tumhe hansa de gi Kabhi bhool kar bhi na maa ko rulana Us ki ik bad'du...
Har ik ladki hoti hai maa baao ki shan,, Facebook pe photo daal k na karo badnaam, Kiya pata us din dharti hi hill jay,, Facebook ...
Ghar aa k bohat roya maa baap akaile main,, Matti k khalone bhi saste naa the maile main,
Ik pathan ne note banaya or Quad-e-Azam ki topi banana bhool gaya,, Jab dukandar ne note daikha toh bola,is ki toh topi nah hai,, ...
Ustad Pathan se!, Pakistan k kitne soobay hain? Pathan! (4) Ustad: Shabash. Un k naam kiya hain? Pathan! Mahrik, Magrib ,Shum...
Ik Pathan apna mobile qabarstan me dafna raha tha,, Man! Ye kiya kar rahe ho,, Pathan!Yara dukan wale ne bola tumhara mobile ...
Pathan k paas 1 mehman aya,, Pathan;! Yara is pankay k neeche bhaitho sawab milay ga,, Mehmaan!Acha wo kaise? Pathan! Ham ye ...
Aik pathan ko bandae mila wo use police station le gaya Inspector,Ise zoo le jao, Agle din bus station par us admi ko incpector ne...
Chor pathan ka mobile le kar bhag gaya,, To pathan zor zor se hansne laga,, Dost ne kaha,, Wo tumhara mobile le kar bhag gaya hasi o...
Ao kuch dair December ki dhoop main bhaitain,, Shayad hamain ye fursat dubara na milai,,
December jab se aya hai maire khamoosh kamre main,, Bistar par pari sab kityabain bheeg jati hain,,
In taiz hawaon main tum jao ge kaha ABRAR,, December ki raton ko bhi nahi nikalte bahar pagal,,
Kon kehta hai k waqat kat'ta nahi,, Ham ne toh salon ko bhi December main khatam hote daikha hai,,
Yadon k sahil or ke awara gardiyaan,, Kati hain ham ne youn bhi sardiyan,,
Ik mera nahi sab ka dard December Tha,, Baraf k shehar me rehne wala har ikshaqas December tha,, Pechle saal ki hairat main ham hi tee...
Thandi hawain kiya chalin maire shehar me,, K,Har taraf teri yadon ka December bikhar gaya,,
Halki halki si hai sard hawa halka halka sa dard-e-Dill,, Andaz acha hai tere Ane ka December..
hamare haal par roya December, Wo daikho toot kroya December, Nahi kat'ta magar tanha December, Bhala barish se kiya sirab h...
Ham zamane me nikle wafa dhondne,, zamane ne har qadam pe naya ik sabaq sikhaya
Ik admi apni bivi i qabar par baitha ro raha tha, Or sath main panky se hawa bhi de raha tha,, Kisi ne pucha , Bivi se itni Muhabba...
Ab un rahon sy guzarna hi nahi ham nai.. Jin main tumhari yadain basi hain.
Na jane kiya asar rakhti hain teri yadain,, Jab bhi tujhy sochta hu duniya bhool jata hu.
Aaj un rahon main khare hain toh ajeeb si halchal he.. Jaise in galiyo main hamare piyar k geet aaj b gun gunate hon..
Aaj bazaar main phool bikte daikhe toh qadam ruk se gay,, Kabhi wo kaha karti thi, "Muhabbat" phoolon jaisi hy..
Ghazal Zindagy sy youn mayoos nahi huwa karte,, Choti choti baton py youn ulja nahi karte,, Piyar milta hai hameesha muqadar s...
Log ehsaas ki rondi hue galiyo main,, Paink daite hain talluk ko purana kar ke,,
Suno:: Magroor insan py kabhi bhi bharosa mat karna,, Kiyo k Ya wo gareeb ko bhul jata hai Ya phir Sab ko bhul jata hy