
asslam o alaikum
Dill cheer ke daikh tera hi naam ho ga, Teri wafa, tera hi piyam ho ga, Aaj bhari mehfil main koe badnaam ho ga, Tera sitam teri ja...
Ishq e wafa ki aaj bhi qadar wohi hy, Faqat mit chuke hain toot kar chahne wale.
Mera kiya haal hy ikbar aa ke daikh toh le Ji raha hu tere piyar ka bhula huwa wada ban ke.
Teri yadon py bharosa nahi karne daiti. Meri sanson py tere piyar ki khushbu.
Wafa bhi tum se jafa bhi tum se, Daikh laina ik din nikah bhi tum se.
Kisko baar baar apna banane ki galti karte ho,, Jis ne teri waon ki laaj na rakhi wo tujhy kiya samjhy ga.
Wafain khoon me hoti hain "Sahib" Bande toh khak ke hote hyn
Kabhi zindagy ka naam hai muhabbat kabhi mout ka pigham hy muhabat Kabhi muhabbat se milti hy khushi Kabhi gham se shaam hy mu...
Mujhy bhi yaad rakhna jab likho tareek e wafa K maine bhi lutaya hai muhabbat main sakoon Apna Ana kehti hy baar baar mujh se...
Tum ne chaha hi nahi halat badal sakte they Tere ansoo meri ankhon se nikal sakte they Tum toh thehre rahy jeel ke pani ki tarha, ...
Parwane ko charag hai , Bulbul ko phool bas "Abrar" Ke liye hai khuda ka rasool bas.
Dua toh dill se mangi janti hai zuban se nahi Qabool to un ki bhi hoti hai jin ki zubaan nahi hoti
Allah se kare dhoor toh taleem bhi fitna Amlaq me ulad bhi jageer bhi fitna Na haq ke liye uthe toh shamsheer bhi fitnaa Shams...
Mera us shehr e adawat me basera hai "Iqbal" Jaha log sajdon main bhi logon ka bura sochte hain
" Suno" "Sahib" Ye jo Ishq hai na Jaan Le laita hy "Magar" Phir bhi mout nahi ati.
Judhai ne teri is qadar toor diya mujhy, Ab dharta hu khud pe bharosa karne se.
Tujh ko apni misaal daita hu, Ishq zinda bhi chord deta hai
Para hai wasta"abrar" hamain "Muhabbat" ke yazeedon se, Yaha ab ham apni ankhon main bhi pani rakh nahi sakte.
Dhoor chala jata hai mera gham mujh se, Pareshan nahi hota kabhi main "MAA" k qareeb ho kar.
Bohat hain Meri muhabbat biyaan karne wale, Lekin"" Jo khamoshi nahi samjta wo ilfaaz kiya samje ga.
Wo jis ghumand se bichra gillah toh us ka hain K Sari baat us main rakh rikhae ki thi.
Rulay ga Khuda un ko bhi ik din, Jinhon ne rawaj bana rakha hy dill dukhane ka.
Meri arooj ki likhi thi dastan jis me, Mere zawal ka qissa bhi us kitaab main tha, Bala ka habas tha par neend toot'ti hi na thi...
Ye kis mor par le ae hai justaju teri" Pani pmain ikas mera hota hai , or nazar tum ate ho.
Wo jo hame bepanah chahte the, Ab ham se panah chahte hain