Mita de apni hasti ko agar kuch martaba chahiye Ke dana khak me mil kar gul o gulzar banta hai
Mita de apni hasti ko agar kuch martaba chahiye Ke dana khak me mil kar gul o gulzar banta hai
Muhabbat ki tamanna hai toh phir wo vasf paida kar Jaha se ishq chalta hai waha tu naam paida kar
Hansi ati hai mujh ko hasarat e insan par Gunah karte hain khud or lanat bhaijte hain shaitan par
Iqbal teri azmat main kiya bataoun Teri zindagy pe likhu toh alfaaz na paoun
Iqbal k bare kiya hakain ham log Shairy un ki adab par kar rahi hain raaj
Qalam ut'ta hai toh sochain badal jati hain Ik shakhs ki mehnat se minnat e mehnat tashqeel pati hai