Sunday 9 August 2015

14:46
::ghazal::

Ik bar zamana wafa toh karta,,
Ham jhoot bhi kehti wo aitbar toh karta,,

Ham such boly rahy zamana tarpata raha,,
Har hali har nukar py hamain azmata raha,,

Ik bar hamari ankhon main jhankt koe
Hamain bhi koe mahsoos toh karta,,

Phoolon ki khushbu toh har koe mahsops karta hai,,
Phoolon k under kitna hy dard zamana mahsoos tOuh karta,,

Pata nahi kiya qasoor tha hame main,,
Ar bhi gay phir bhi zamana hamain hi tany marta raha,,

Send This Poetry For Freind

0 comments: