Teri ye bindiya daikhi jab sy,, Hosh ur gay ap k husan ko daikh k.

Teri ye bindiya daikhi jab sy,, Hosh ur gay ap k husan ko daikh k.
Mati sy bany hain mati me jana hy,, Ap sy mily hain,, ab jaan sy jana hai.
Ham ny tujh ko chahny ki intiha ki,, KOe or daikhy toh taqleef hoti hy.
Kabhi us ki ankhon ko gor sy daikha hai,, "Faraz" Rony walon ki tarha hansany walin.
Kash tum mujh sy ik bar kehti,, K mujhy bhi tum sy piyar ho gaya,,
Ham ny tujh ko ye kamal diya, Tum ny chaha or ham ny intiha ki,,
Tu ny aisa kiya kamal kiya,, Sary jahan me apni muhabbat ka naam kiya,, Ham tarasty thy tum sy piyar karny k liye,, Tum ny muj...
Piyar bhi karna or zamany sy bhi darna,, Aino'n ka ghar bnana , or pather jaisa sochna..
Ye muhabbat hi cheez aisi hai,, Jin ko bhulo wo sada yaad aty hain.
Dil munafiq tha tere hijr main soya kaisy,, Jab toota ye toh itna roya kaisy.
Main ro para hu toh baat hi kuch aisi ho gi,, Main nawaqif tha pehly hi tery bazam sy.
Zikar us ka hi sahi bazam me betho toh, "Faraz" Dard jitna bhi ho dill py hath na rakhna.
Haal-e-eid ko daikho toh rok lu ansu, "Faraz" Jo ho saky toh muhabbat ka ehtram karu.
Dhondta phirta hu me shabaahton ko,, K log haqeeqat maib milty hain ya khuwabon main.
Ab ki bar bichrain toh shayad khuwabon me milain,, Jaisy ujry huwe phool kitabon me milain.
Phool khilty rahain tumhari zindgy main,, Sada muskraty raho tum zindgy ki rahon main,, Yaad agar hamari aye toh awaz zaroor daina...
Ham thy ay zamany main wafa k liye,, Jaisy diya jalaya jata hy roshni k liye, Lekin hamain kiya pata tha,, Hawa kabhi insan ko...
Kash koe apni bhi zindgy main aisa hota,, Jo kehta,, Pareshan kiyo hoty ho main hu na.
Ham roty rahy insaf k liye,, Khuda sy fariyad ki jab ham ny,, Khuda ny bhi ye keh kar sath chord diya,, Tu toh hai hi bewafa t...
Krhty hain log k apny sada sath nibhaty hain,, Hamari qismat aisi hai ham jis ko apna banain wohi sath chordta hai
Zamany ny aaj toh rula diya,, SAb sy galy mil k ham ko judha kiya,, Suna hai jis ka koe na ho us ka Khuda hota hau,, Magar mer...
Youn toh zamany k sary dukh ham ko mily,, Lekin Wo na mila jis sy ye dukh ham ko mily.
Ham roty rahy zamany k samny,, Kisi ny hamari ik bhi na suni,, Ay khuda tu bhi kiya zamany k sath hi tha,, Jisny sun k bhi ans...
Zamany ny ham ko mara Or ham the k mar bhi na saky.
Muhabbat main ham benaam ho gay,, Har taraf sy dukh mila or ham shehansha ho gay.
Quran paroh toh dil khil jay,, Namaz paro toh mushkil dhor ho jay,, Kitni piyari hain Nabi (S.A.W) ki sunnatain,, Amal karo toh...
Nabi Akram (S.A.W) ny farmaya" Logon ko chahiye k wo har gin namaz-e-jummah tarak na karain Warna Allah Tallah un k gunahon k b...
Aj tum py bharsy aisy bar-e-karam,, K Koe bhi dua ap ki rad na ho, *AMEEN* Jummah Mubarak
HAzrat ALi (R.A) ny farmaya, Jis ny jummy k din kisi ko akaily me naseehat ki Us ny us shakhs ko sanwar diya, Or jis ny Kisi shakh...
Ay khuda mera ye safeena likh dy,, Jidhar bhi daikhu madina likh dy,, NA mangu ga tujh sy to phir mangu ga kussy,, Meri chahat...
Tum ny hamary piyar ko samja hi nahi,, Na ham ko tum sy koe gila raha , Aram sy ho gay ham judha teri zindgy sy,, Jaisy saddiy...
Kaha hai ab logon main zoq e janoon,, Ishq waly toh apni har cheez luta daity hain.
Seeti baaja k bol , ZARa round up guma k bol,, All is fail All is fail.
Mery dil ki dharkan py aaj ik dastak hue,, Jaisy us ny mera computer start kar liya ho.😃
Sara jahan , sary log so rahy hain. Ham akaily un ki yadhon me kho rahy hai..
Khuda ny Muhammad ko ye muqam diya,, Sara jahan us k naam kiya,, Hamain khuda ny Muhammad ka umti,, Ham py bohat bhara ehsaan ...
Usy kaho! Apni yadon ko sambhal k rakhy,, Sari raat mujh ko sony nahi daiti hain.
Madiny k tajdar e shehansha,, Ik nazr e qaram farmana khuda k liye.
Ay khuda youn toh likhta hai roz k hazaron safar,, Ik safar hamain madiny ki ziyarat ka bhi likh dy.
Khuda sy ik tery liye faryad karain gy,, Hamain kuch dy ya na dai, Har khushi ap k ham naam karain gy.. Ap k sang zindgy guza...
Lakhon kiye sajdy mainy us ko pany k liye,, Jis sajdy me usy manga wohi qaza ho gaya.
Jis safar main thy ham nikly,, Waha manzil toh na mili,, jagha jagha hamsafar mily.
Ansu hi khatam ho gay ankhon sy mery,, Itna rulaya zamany ny mujh ko.
Apsy sirf apsy piyar kiya tha mainy,, Apny jisam sy nakhuno ko judha kiya tha mainy,, Socha tha k tu bhi kary gi piyar mujh sy,, ...
Aj janam din py main kiya tohfa du ap ko,, Ik jan bachi hai wo fida karu ap py....?
Aj aya hai khushi ka din,, Har taraf jagmagaya hai,, Dua hai meri rab su,, Ap ko har khushi dai zindgy ki rah me. Happy bi...
Ye husan ka paikar ye zoky janoon, Khuda ki qasam kis ko bhi milo gy kiyamat ho gi.
Suno:: Magroor insan py kabhi bhi bharosa mat karna,, Kiyo k Ya wo gareeb ko bhul jata hai Ya phir Sab ko bhul jata hy
Kisi nai dil jalaya tarpany k liye,, Kisi jsnjaanchurae jany k liye,, Hamny piyar nibhaya nibhany k liye,, Or Unho ny dua ...
Tum ko kiya khabar kitni muhabbat karta hai koe tum sy,, Jan ly lo magar ,, issy bhi khamosh muhabbat karta hai koe.
Tum chaho toh jaan bhi hazir hai,, Lekin jan meri tum ho is liye nahi daity.
Tum rago sada khush Ye dua hai hamari,, Tum ko ns mily koe bhi gham,, . Happy Birthday Tou You Yehi Khuda sy iltija hai h...
Hazaron khushiya ly kar aya hai ye din,, Har khushi ap ki mohtaj ho. Tum ko mubarak ho zindagy ka ye din,, Sada tum hasty raho...
Sada khush raho ye dua hai hamari, Tumhari zindagy me ye din bar bar ata rahy,, Happy Birthday to you
Tu baldi ag vich sanu ainj sathya,, Jaive dushmani hazar janam di howe.
Tu piyar nae nibhaya ty ki hoya,, Asi har pal tery naal laya si,, Tu chad ta sanu sondiya nu,, Asi ty jan di valiya we paya si...
Mukh sada vaikh k kiyo rondy o, Sadi gallah ty v kadi lali si, Tu ta chad ta sanu,, Isi har cheez tery li banae si.
Dil torny wala Kabhi bhi Allah ki talash nahi kar sakta.
Piyar karna Mushqil nahi Piyar Nibhana mushqil hota hai.
Kabhi unchy mukan daikh kar apny ap ko Kamtar mat samjo,, Kiyo k Qabar smeer or gareeb 2no ki ik jaisi hi hoti hai.
Jinho ne ab mushqil waqat main chora hai, Un ko ik din mujh sy milna pary ga waqat ly kar.
Khushqismat hain wo log, Jo zana nahi nikah karty hain
Daikh kaisy bharpa hue hai qimaat ashiyano main,, "Iqbal" Jo laho sy bani thi khoon sy beh gae.
Nahi hai koe umeed iqbal apni qashti o weraan sy,, Zara naam ho toh ye mati bari zarkhaiz hai.
Ki Muhammad sy wafa tuny toh ham tery hain, Ye jahan cheez hai kiya luh o qalam tery hain..
Jin k ghar main ho paisy ki buchar,, Un ka har aib zamany ko hunar lagta hai.
Khuda toh milta hai,, insan nahi milta,, Ye wo jazba hai jo daikha kahin kahin mainy..
Youn daikhty ho jaisy jaan lo gy, Jan bhi ap ho meri , baad me kiya karo gy.
Tera muskarana tera youn daikhty rehna,, Kisi din jaan lai lai ga qasam sy.
Ham nai toh tum ko chaha tha,, Tum ny chahat py hi intuha kar dali.
Dil keh raha hai tujh ko main daikh lu,, Chehra tumhara dil py utar k usy chum lu.
Ary sahib kiyo dil py tum war karty ho,, Har darkan py likha huwa hai tumhara naam.
Tum daikho toh daikhty rehna,, Jan jany ki ab parwa nahi mujh ko.
Tum ny na jany kaha sy seekh liya dil py war karna,, Har ik sans tujh ko daikh kar machal jati hai.
Tum jo hans hans k daikhti ho na mujh ko,, Aisa lagta hai jaisy jaan lo gi.
Tum ko ha m ny chahny ki intiha ki hai,, Tujh py tery kirdar py zindgy qurban ki hai,,
Husan tera lajawab,, Tera nasha bakamal.
Tery hathon ki ungliyo me mery naam ki anguthi,, Wo din kab aye ga bohat betab hu main.
Aj teri zaroorat mahsoor hue hy,, "Ya Rab" Madad farmana , madiny bulana.
Tum hoty ho pass toh aisa lgta hai,, Jaisy tum me zindgy basti hy..
Teri ankhon main daikha to aisa laga,, Jaisy tum me ham basty hain.
Tum me aisa kiya nasha tha ,, Daikha tujhy toh madhosh ho gay ham
Tumhary hath ki gungunati hue choriya,, Lagta hai k aaj ghazab ka irada ho ga.
Tum ham py karna karam apni raza ki khatir,, "Ay khuda" Koe or nahi hy jissy ham apny chahat ki fariyad karain.
In shairo ko ilfaz na samjana ay khuda,, Ye mairy dil ki dharkan ka dard hai,, Jo bhi manga mainy tujh sy tu ny diya,, Mujhy k...
Ay khuda tu ny mujh ko har cheez di,, Piyar diya mujh ko be intiha izat di.. Meny tujh sy mangi thi bas ik cheez .. Bas wo dho...
Ay khuda tu aisa jalwa dikhana,, Har mushkil ko aasan kar jana,, Mairy mola tery dhar py koe kami nahi,, Bas ik chahat ki naza...
Aj phir ankhon main ansu aye huwe hain, Ay khuda ham tujh sy aas lagay huwe hain,, Kar dy karam mery mola aj ham py.. Bohat bh...
Aj ham bebas lachar hain bohat,, Kuch nahi pas apny phir bhi tery talabgar hain bohat.. Ay khuda kar dy karam ham py apni rehmat k...
Zamany ny ruswa or barbad kiya mujh ko,, Har jagha sy thukra k zameen py bitha diya mujh ko,, Ay khuda bas itni si guzarish hy mer...
Aisa koe mila hi nahi jissy wafa karty, Apni jan apna dil us py qurban karty,, Pata nahi aisa kiya likha qismat main,, Sary za...
Zamany ny nujh ko thukraya hai bohat,, Har nukar har mor py rulaya hai bohat,, Ay khuda ik bar mujh ko himmat zaroor daina,, M...
Aj dil main dard utha hai aisy,, Us ny khud sy mujh ko judha kiya hai jaisy,, Aj rula rahy hain wo mujh ko toh kiya huwa,, Ik ...
Tum ko chahny ki intiha ki thi mainy,, Har cheez har sans tum py qurban ki thi mainy,, Tum ny agar kiya hai aitbar toh bharosa kar...
Aj dil main ajeeb sa dard utha,, Un ny bhula diya isi ka gham utha,, Har cheez lutae thi us py,, Magar , usi ny mujh ko bewafa...
Ay khuda hamesha salamat rakhna unko,, Jo chahty hain tum ko,, Ham ny toh chaha tha tumhary liye kisi ko,, Us ny bhi diya dhok...
Ham ro ro k apny piyar ki bheeg mandgt rahy,, Kash koe toh hota jo dil ka darad samajta.
Ay madiny me rehny waly,, Sun ly pukar un ki,, Jo waha nahi aa sakty,, Bohat bebas , lachar hain wo,, Duniya k hathon luty...
IK din ham madiny jain gy, JO jo bheeti hy ham py wo sarkar ko sunain gy,, Mujh py zulam karny walo itna toh socho,, Agar sark...
Youn raat ko barasty hain ansu hamary,, Jaisy koe cham cham karta chashma ho,, Log kehty hain k ye pagal hai,, Ham kehty hain ...
Tumhara youn mujh ko muskara k daikhna,, Bohat piyara lagta hai tum sy baat karna
Itnana tarpao dard ko bhi toh dard hota hai,, Dardko bhi zaroorat hai piyar ki,, Akhir dard hi toh hamdard hota hsi.
Ay khuda tu mera ik kam karna,, Mujhy nahi mila piyar toh us ko abad karna,, Main hu pujari teri chahat ka,, Tu mujh ko apna r...
Ham kiyo kisi ko bewafae ka ilzam dain,, Suna hai diya bhi bhuj jata hai tail k bagair.
Aj dil main ajeeb si jalan hue hai,, Aisa lagta hy aj puri duniya ham sy khafa hue hy.
Ay khuda kiya tu meri qismat ko bar bar mitata raha,, Likhta raha or muskarata raha,, Sary zamany ki ruswae mairy hath main ae,, ...
Ay khuda tu hamara insaaf karna,, Agar na kiya ho sucha piyar ham ny toh barbad karna,, Jo karty hain sucha piyar , tu daita hai s...
"Ghazal" Rona tab nahi ata jab koe dhoor hota hy,, Rona toh tab ata hy jab koe khas hota hy,, Wohi khas ham ko rula ...
Wo lamhy wo pal yaad aty hain,, Tu tha jab pas mairy wo waqat yaad aty hain,, Tu ny toh di achi saza piyar ki,, Ab to ik teri ...
Har raat hoti hai ansuo ki buchar,, Ussy kehna koe tery liye bohat hai beqarar.
Sari raat ham us ki yaad main jalty rahy,, Siskty rahy or ansu bahaty rahy,, Din ko toh na raha khyal un ka,, Har raat ko zind...
Na jany aisi kiya khata hue ham sy,, Tery py andha aitbar kiya ham ny,, Pata tab chala jab dil py lagi chot,, Or toh khush tha...
Ham ny jab kiya dard e dil ko biyan toh shair ban gaya,, Logon ny suna toh wah wah kiya,, dard or bhar gaya,, Muhabbat ki pak ruh ...
Us ny dhoor jany ka mashwara bhi likha hai,, Sath hi muhabbat ka wasta bhi likha hy,, Us ny ye bhi likha hai k mery ghar nahi ana,...
Ham ny bhi piyar kiya tha,, Behad or beshumar kiya tha, Hamari toh duniya hi lut gae jab us ny kaha,, Ary o pagal meny toh sir...
Sapno ki tarha aa k chaly gay,, Apno ki tarha rula k chaly gay,, Kis baat ki saza di tum ny ham ko,, Pehly hansaya phir rula k...
Piyar karna toh dhoor ki baat hai,, Hamain toh palat k daikhny wala bhi koe nahi,, Sirf ik hi tha jis py zindgy luta di mainy,, ...
Muhabbat main jeeny waly aksar nadan hoty hain,, Muhabbat main gareeb log hi badnaam hoty hain,, Agar main badsha hota toh qanoon ...
Dard sy ab ham khailna seekh gay,, Ham bawafa k sath jeena seekh gay,, Kiya bataoun kis qadar dil toota hai mera,, Mout sy peh...
Saza labon sy tum ny sunae to hoti,, Rooth jany ki waja batae toh hoti,, Baich daity khud ko tumhary liye,, Kabhi kharidny ki ...
Aaj phir aina puchta hai,, Teri ankhon me nami kiyo hai,, JIs ki chahat main khud ko bhula diya,, Aaj us ki chahat main nami k...
Wo jo apna tha ham sy hai khafa,, Pata nahi kaisi hue thi ham sy khata,, Be waja dil nahi toot'ta kisi ka,, Ham thy , ya t...
Jo wada kiya hai wo nibhana ho ga,, Ik din lot kar tumhy ana ho ga,, Dil tor kar muskra rahy ho aaj,, Daikhna ik din tumhy bhi...
Zindgy samaj kar parhna chaha jisy,, Wo waraq hamari kitab ka kahin kho gaya.
::Ghazal:: Aaj ki raat bhi ham tanha hain,, Dill o jiggar main dard bharpa hain,, Ghamon ki ankhi chal rahi hai,, Ankhon sai m...
Hath ki hathaili py likh k tera naam,, Rooz raat ko us py doya jalata hu.
Chatag jalta raha ,hawa bhujati rahi,, Yaad bar bar sari rat tumhari ati rahi.
Tum ko daikha toh hosh ur gay,, Khuda ka wasta kuch toh khiyal kiya karo.
Tum ko pholon sy bhi ziyada saja k rakha hai,, Tum khud ik phool ho , toh ,phoolon ki kiya zaroorat.
Zor azmaish naal kach diya churiya hi tut diya, Kadi sajna dil nae hu toot dy,, Log bari koshash kardy ny judha karan li,, Jai...
Tu sanu pul ja beshaq,, Asi tenu pul nae sakdy,, Asi kita ay sucha piyar tenu,, Tenu kuch hon keh ve nae sakdy.
Tu ta sanu ainj kanch vang toriya,, Jaivy sadi lod nae paini,, Assi chup kar seh liya sab kuch,, Jaive sanu kisy di thor nahi ...
Tery naal piyar nibondy ray sa asi,, Har dukh nu seeny nasl landy ray sa assi,, Tu ty chad dita menu ik pal vich,, Sari zindgy...
Kida kara main biyan apni tanhae nu,, Apny piyar ty teri bewafae nu.. Hon seya nae janda judae da gham,, Hon ty aja kusy v rae nu. ...
T ery ty aibar sanu bara ay , Piyar wi wad sy sariya to, Jy tu na mili menu,, Ty mar jawa ga jidaiya toh
Tery ty aibar kita si,, Sab to wad tery nal piyar kita si,, Tu ty sanu ainj lutiya , Jaive tery naal maxalh kita si.
Bin sawan barsat hue hai,, Teri yaad me aj raat hue hue hai.. So raha hy sara zamana is time,, Hamain toh teri hi fiqar teri c...
Aj phir us ki yaad ny mujh ko rula diya,, Bin barsat k hi mujh ko nehla diya,, Jo kehti thy pani me na jaya karo,, Aj usi ny...
Phoolon sy jo khushbu ati thi,, Wo shayad kahi kho gae ham sy.. Ham ny toh sirf us ko chaha,, Phir bhi judha ho gae wo ham sy....
Aj bhi meri ungliya isi guman my hain,, K Kaisy us ny kisi or ka hath thama ho ga.
Sochy gi zaroor wo ik din mery bary main,, K Hasil hony ki umeed bhi na thi phir bhi wo wafa karta tha.
Tu toh chali gae mujhy akaila chord k,, Kash wapis any ka wada toh kar k jati.
Ik bar tu ny piyar nibhaya toh hota, Apny dard ka hissy dar banaya toh hota,, Ham duniya chord daity teri khushi k liye,, Ik b...
Acha huwa in anson ka koe rang nahi hai,, Warna subhah ko logon ny kae sawal pucha karny thy.
Tujh ko kiya khabar kitna piyar kiya mainy tujh sy.. Diya jalaya mby apny hath py tujhy pany k liye.
Likhta rahu main siyahi sy Muhammad Muhammad Na qalam kharab ho , na siyahi khatam ho
Ay sabaz ghumbad waly, Didaar ata karna,, Jab waqat niza aye Didar ata karna.
Kar k daikha hy aitbaar logon py mainy,, "AY KHUDA" Pata ye chala bas tu hi sucha baki sab befazool.
Tu jis ko chahy us ko hi ata karta hy "MERY MOLA" Ham ko bhi ata kar dy Muhammad ki gali me laitny k liye thori si jagha...
Nazuk jaisy dil hoty hain jin k,, Wo har jagha chot khaya karty haon,, Ay Madiny main rehny waly jin py kar dy tu karam Wo na ...
Ay khuda kar sab ka bhala,, Koe na roy kisi cheez k liye
Likh daita hy tu jis qalam sy taqdeer un ki,, Wo kisi midan nahi hara karty,, Kuch logon ki hoti hai kharab taqeer itni,, Wo n...
Jo lachar bebas hoty hain, Tu hi un ka asra hy "AY KHUDA" Tu bas itna ata karna un ko, Oro sy na kuch sunna pary un ...
Jholi phila k mangta hu tum sy mai , Ya rab" Apni rehmat ki ik jalak ham ko bhi dikha.
Moman moman toh sab karty hain yaha,, Moman hy kon itna toh bata.
Mana k ham is laik nahi kuch mangy tum sy,, Ay khuda" Par tu toh raheem hy teri remtoh ka sadka kar ata.
Ay khuda apni rehmat ki wo taseer dikhana,, Beqad ,majboor logon ki badalti taqdeer dikhana,, Jo karty hain najaiz teri bhi kasmo ...
Sara din kam k hary,, Thaky tooty jaan k hary,, Bhaithy hain jab han raat ko,, Tery intizar teri yaad k mary.
Tumary hath ki kalae me ye churiya,, Chan chan karti hain toh piyar ata hai.
Aitbar us py karo Jo tum ko jan sy ziyada chahy.
Tum ko chaha mainy har cheez sy bhar k,, Tum ny sabit kiya aitbar nahi karty..
Tery hussan ki is kashash sy,, Pagal hoty hain bohat sy log..
Biwi". Tum mujy 2aisi batain batao jis sy, 1 sunny sy me khush ho jaoun or 2sri sunny sy mujh ko gussa a jay,, Sho...
Ik khuwab ankhon me saja huwa hai,, Tery piyar main dil machla huwa hai,, Tum jani ya na jano,, Tumhara koe diwana bana huwa h...
;;Ghazal;; Aj phir ankhon main nami si hy,, Zindgy k har mor py ap ki kami di hai,, A jao wapis k tumhara intizar hai,, Har i...
Ham ny tum ko chaha tha bohat,, Ik din ro ro k kaho gi k wapis a jao.
Tum ko daikha toh zindgy muskarany lagi,, Har phool dy teri hi khushbu any lagi.
Is tapti hue rait ki rait ki tarha,, Ham bhi jaly hain is tarha tery piyar main.
::Ghazal;; Daikho in mehti hue fizaon ko,, In chalti hue hawaon ko,, Tum ko ham ny aisy piyar kiya tha,, Is ki taiz riftar...
Tujh sy kiya piyar ye fakhar ki baat hai,, Warna ham toh wo hain jo kabhi khuwab main bhi nahi aty.
Kisi main ye dam nahi k woh mita dy piyar ko,, Is piyar k dushmano ko ham ny bohat daikha hy,, Ye piyar ka janoon hy , Ishq ki int...
Chand ko daikho in sitaron ko daikho,, In hawaon ko daikho in nazaron ko daokho, Tum bhi kabhi aisi thi, In mehaqti fizaon ko ...
Ik ansu gira ankh sy abhi abhi, Aisa laga jaisy tum ny bhula diya mujh ko.
Raat ko jab ham tum ko bhula rahy thy,, Ik ik dhoont ham kp dost pila rahy thy,, Socha tha na aye gi teri yaad, Magar"...
Khuda ny jab tum ko banaya ho ga,, Ik phool galab ka beech paya hoga, Ik baar bana k tum ko Khuda ny,, Phir wo bhi sharmaya ho...
Wafa ham insan kiya nibhain gy, Wafa daikhni hai toh un phoolon su pucho, Jo khud toh toot jaty hain, Kisi or ko jorny k liye....
Youn na hans hans k kisi ko daikh karo, JAny man,, Tumhari ankhon ki kashash sy log behosh ho jaty hain
Ik jawani teri logon ko madhosh karti hai,, Hamari choro bas tum apna khiyal rakha karo.
Tumara ye cham chamata badan bohat dil nasheen hai,, Koe bhi daikhy pagal sa ho jata hain, Jany man.
Tumhary ye gulabi hont bohat sharabi hain, Dil karta hy chum lu tumhary in honton ko.
Kiyo ham ko tum itna chahty ho,, Bar bar youn galy sy lagaty ho.. Ham hain tumhary piyar ki aisi shakh,, Kat bhi jata hu toh a...
In ankhon sy na aisy mujh ko daikha karo, K tum ko daikh k bohat piyar ata hai,, Tum ho gulab ki ik khushbu,, Or ham ko bar ba...
Ham ny socha tum do gy saath mera,, Pata tab chala jab koe na tha saath hamary.
Bohat tum halat ko bura kehty ho,, Halat khud hi insan banata hy,, Milny k liye waqat nahi hota kisi k pas bhi,, Lekin,, M...
Khuwahish sy nahi girty phal jhooli main, Waqat ki shakh ko mery dost hilana ho ga,, Kuch nahi ho ga waqat ko bura kehny sy,, ...
Kisi sy naraz ho k mat sona, Kiya pata tum ksl ko na ho ya wo na ho. Good night
Subhah toh guzar hi jati hai kisi tarha, Magar, Raat ko ap ki yaad bohat satati rehti hai.
Subhah ho gae puri ankhaira bhi dhal gaya, Sary kam kar k khatam ham ap k pas a gay.
Subhah subhah mosam kitna sohana hota hai, Har taraf khushi har pal apka diwana hota hai, A p hoty ho ik dam khush khush har pal, ...
Ae hai subha panchi bhi uth gay,, Surag nikal gaya sitary chup gay, Bas itni si dua hai meri rab sy, Khuda ap ko hamesha khush...
Ik ansu bhi giry ap ki ankhon sy toh, Jaan nikal jati hai hamari,, Aisa lagta hai jaisy koe apna hy,, Joh dhoor ho k ly gya hy...
Tumhary piyar py kitab likhu ga, Teri har bat har andaz likhu ga,, Agar likhny laga teri tareef toh, Teri ankhom ko chand or t...
Chahat ki inta kar di tum ny Ham ny bhi behad piyar kiya hai, Tum jo ho jati ho mujh sy judha, Ham bhi ho kho jaty hain tery ...
"'"Ghazal"'" Tum ko ham ny chaha ye fakhar ki bat hai, Ye dil ap ko diya ye aitbar ki had hai, Tum b...
Teri ankhon st jhalakta hy piyar, Tujh py kiya hai mainy aitbar,, Mar jain gy ham agar, Tuny pakra kisi or ka hath.
O jany jana tujhy chahna,, Ik yehi kam hy bas tujhy daikhna.
O bekhabar tujhy kiya khabar,, Tu be bas ham muntazar.
Tumhari ankhon sy jalakta hai piyar,, Khuda ka wasta isy jhuka k rakho.
Mana k ham gunah gaar hain,, Magar Ay khuda tu toh raheem hai.