Friday 4 September 2015

21:34
"Ghazal"

Rona tab nahi ata jab koe dhoor hota hy,,

Rona toh tab ata hy jab koe khas hota hy,,

Wohi khas ham ko rula jata hy,,

Tarpa jata hai, siska jata hai,,

Akhir mosam bhi toh badly rehty hain,,

Phir kiya huwa jo wo mujh ko rula jata hai,,

Aaj ankhon sy gira ansu toh pata chala,,

Wohi  hy ye jo kehta tha ,tery ansu girny sy dil tarap jata hai.

Send This Poetry For Freind

0 comments: